Kuchh der ka saath💛
Zindagi se bhi aage ka safar dikhaakar...
Inkaar ko bhi ikraar bana kar...
Fir haath pakadkar gale lagaakar...
Meri dhadkan ko apna banakar...
Saath mere kuchh waqt bitakar...
Mere sapno mei mujhe sataakar...
Fir meri hi raato ki neend udaakar...
Umar bhar ka intezaar dekar...
Halaato ki mazboori batakar...
Koi laut gaya mere saath do kadam badhaakar...
Ae dil jo shaqs tujhe naa sambhal saka tu uski yaadei kyu sambhaalta ae?
Qubool hui meri barbaadio ki dua to khuda se gila kaisa?
Wo sunta ae bando ki chalo itna to saabit hua...
Comments
Post a Comment